Ek hi number se do WhatsApp: Aaj ham aapko Ek hi number se do WhatsApp Kaise chalaya jata hai Iske bare mein discuss Karenge.
Hello namaskar doston kaise hain aap log? Agar aapke pass Android mobile hai to aap Jarur WhatsApp use kiye Honge. Aur कभी-कभी aapko Aisa Bhi Lagta Hoga Agar aapke pass Ek hi number se do WhatsApp Ban Jaaye to bahut hi Achcha rahata kam Ke Silsile mein.
To aapko Chinta karne ki koi jarurat Nahin Hai. Is artical ko padhakar aap bahut hi aasani se Ek hi number se do WhatsApp Chala sakte hain.
Ek hi number se do WhatsApp
Ek hi number se do WhatsApp chalana Chahte Hain aur aapko yah Nahin pata hai ki Ek hi number se do WhatsApp kaise chalate hain to aap Sahi Jagah Aaye Hain.
Aap ek hi mobile mein Ek hi number se do WhatsApp aasani se chalu kar sakte hain. Iska ek hi prakriya hai aap mobile mein Whatsapp ke Do application download kar le.
Uske bad donon WhatsApp Mein Ek Hi mobile number se account ko banaa le. WhatsApp mein account banana to bahut hi iji hai aap is aasani se kar sakte hain. Per aap dusre WhatsApp mein ek hi number se login nahin kar Payenge. Kyunki ek hi number pe OTP ke madad se aap do WhatsApp account Nahin create kar sakte hain.
Aur Sabse Badi Baat yah hai ki aap dusra Whatsapp kaise download Karenge.
Our New Articles:
1. Gen Youtube video kaise download kare
2. What is Lotus 365 Betting app & How to earn money
Our Other Websites:
1. DigitBrowse – Knowledge of Digital Marketing
2. The Bharat Yojana – Proud to be an Indian
How to create a dual app?
Play store mein aapko do Tarah ka WhatsApp mil jaega ek normal WhatsApp aur ek business WhatsApp. Per aap ek hi number se normal WhatsApp aur business WhatsApp ko Chala Nahin Payenge.
Iske liye aapko dual app ki jarurat padegi. Dual App kya hai? Dual app Ek Aisa application hai Jiske madad se aap koi bhi Android application ko clone Karke vaise hi dikhne Mein Ek Aur ek application banaa sakte hain.
- WhatsApp ki dual app banane ke liye aapko mobile ke settings mein jakar dual App search karna padega.
- Iske bad aapko dual App Ki Ek settings milega. Uske upar click Karen.
- Aapke Samne Ek Naya application open hoga. Jiske madad se aap koi bhi application ki ek clone app banaa sakte hain.
- Yahan per aap Aakar aapko WhatsApp ko create karna hai aur dual app ko enable karna hai. Aur aapko WhatsApp ki Ek Aur app Dekhi Jayegi.
Step by Step guide: Ek hi number se do WhatsApp Kaise Chalaye?
Ek hi number se do WhatsApp chalane ke tarike niche step by step aapko guide Kiya Hua Hai. Is step ko follow karke aap aasani se Ek hi number se do WhatsApp banaa sakte hain.
Total Time: 5 minutes
Download WhatsApp from Play Store
Ek hi number se do WhatsApp chalane ke liye sabse pahle WhatsApp mobile mein download kar lena hai.
Create WhatsApp dual app
Abhi aapko mobile settings Mein jakar WhatsApp ka dual app banaa lena hai.
When anyone WhatsApp
Abhi aapke Samne donon WhatsApp a Jaenge. Ismein Se Koi Bhi Ek WhatsApp aap open kar le.
Create a WhatsApp account
Pahle WhatsApp mein aapko apna mobile number dalkar OTP ke madad se login kar lena hai.
Open your second WhatsApp
Abhi aapko apna dusra WhatsApp open kar lena hai.
Select language and agree privacy policy
Dusre Whatsapp ke open karne ke sath aapko Kuchh information mangenge. Aap Bhasha ki information aur privacy policy ko agri karne ke liye bolenge.
Search three dot option
Iske bad aapke Samne phone number dalne ka ek window open hoga. Aapko phone number dalna Nahin Hai. Aapke screen Ke Upar ke right side corner mein three dot dikhenge.
Link to existing account
Aapko UN three dot ke upar click karna hai. Aur link To existing account open click karna hai.
Click photo of QR code
Ab aapke Samne Ek Aur code dikhne lagenge Jiska aapko Ek screenshot Le lena hai. Ya FIR Kisi dusre mobile se QR code ki Ek photo le lena hai.
Open your first WhatsApp
QR code ki screenshot lene ke bad aapko pahla Whatsapp ke andar aana hai.
Search three dot option
Whatsapp ke andar aate hi aapko right side ke upar ki taraf free dot dikhenge. Unke Upar click Karen.
Click on link devices
Abhi aapko link devices ka ek option Milenge uske upar click Karen.
Click on link a device
Click karne ke bad aapke Samne Ek Naya window open hoga vahan per link a device ka ek option aapko milega. Uske upar click Karen
Scan your code which you are captured
Abhi aapane jo QR code ki screenshot ya FIR photo Li thi. Use QR code ko scan Karen. Scan karte hi aapka dusra WhatsApp mein aapka pahla WhatsApp link ho jaega.
Ek phone number se do phone mein WhatsApp
Agar aap ek hi phone number se do अलग-अलग mobile mein WhatsApp chalu karna chahte hain to yah bahut hi Aasan Tarika hai.
- Aapko pahle donon mobile mein Play Store se WhatsApp download kar lena hai.
- Pahle mobile mein aapko apni mobile number ke jarie OTP ke madad se aapko Ek Naya WhatsApp account create kar lena hai.
- Abhi aap dusre mobile Mein Aakar Bhasha ko select Karke aur privacy policy ko agri Karke aapke Samne Jo naya window open hoga uske upar Dai Taraf aapko three dot Milenge.
- Three dot ke upar click Karen aur link Tu existing account option to select Karen aur aapke Samne Ek airport open hoga.
- Abhi aap pahle WhatsApp Mein Aaye usko open Karen. Aapki screen ke right side top corner mein 3 dot dikhenge.
- Link devices option ko select Karen. Link a device ko select Karke aap QR code ko scan Karen. Aur aapki ek phone number se do phone mein WhatsApp open ho Jaenge.
Conclusion
Doston Humne Aaj is artical ki madad se Ek hi number se do WhatsApp ko Chalana Sikh liya hai Kuchh Aasan step ki madad se. Aise aur Sare artical padhne ke liye Hamare Sath Jude Rahe.
[…] New Articles:1. Ek hi number se do WhatsApp Kaise Chalaye2. What is Lotus 365 Betting app & How to earn moneyOur Other Websites:1. DigitBrowse – […]